% ITRANS SONG # 3426; Created on Jan 26, 2004 % % From: Srinivas Ganti (g#a#n#t#i#s#r#i#@hotmail.com) % Date: 2002-11-05 16:48:17 PST % \startsong \stitle{more raaja ho le chal nadiyaa ke paar}% \film{Nadiya Ke Paar}% \year{1948}% \starring{Dilip Kumar, Kamini Kaushal}% \singer{Lalita Dewoolkar, Rafi}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Moti}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator: Srinivas Ganti % Date:5 Nov, 2002 % \printtitle #indian % l:more raaja ho (more raaja ho le chal nadiyaa ke paar)\-2 r:(morii raanii ho tumhii morii praaN adhaar)\-2 (tuu ne aisaa jaaduu Daalaa bik ga_ii tere haath)\-2 janam janam tak san.g rahuu.Ngii janam janam tak san.g rahuu.Ngii kabhii na cho.Duu.N saath more raaja ho ham ko tujhe ho na bisaar r:morii raanii ho tumhii morii praaN adhaar l:more raajaa ho le chal nadiyaa ke paar r:morii raanii ho tumhii morii praaN adhaar l:(pyaar kii miiThii baato.n me.n saajanavaa mai.n ga_ii haar)\-2 r:pyaarii terii aa.Nkho.n me.n mai.n pyaarii terii aa.Nkho.n me.n mai.n bhuul gayaa sanasaar merii aa.Nkho.n me.n jhukii hai suratiyaa tuhaar l:merii saa.Nso.n me.n guu.Nje naam tohaar more raajaa ho le chal nadiyaa ke paar r:morii raanii ho tumhii morii praaN adhaar l:(mai.n to priit nibhaauu.N balamaa, tum bhii priit nibhaanaa)\-2 r:saath saath hii ham tum dono saath saath hii ham tum dono.N gaaye.N mast taraana l:more raajaa ho le chal nadiyaa ke paar r:morii raanii ho tumhii morii praaN adhaar % #endindian \endsong %