% ITRANS SONG # 3435; Created on Jan 26, 2004 % % From: Surajit A. Bose (psurajit@netscape.net) % Date: 2002-10-31 01:00:33 PST % \startsong \stitle{na phuulo.n kii duniyaa ... paayaliyaa baavarii baaje}% \film{Saaz aur Awaz}% \year{1966}% \starring{Joy Mukherjee, Saira Bano, Kanhaiyyalal}% \singer{Lata, Chorus}% \music{Naushad}% \lyrics{Khumar Barabankvi}% % % Contributor: Surajit A. Bose % Transliterator: Surajit A. Bose % Date: October 31, 2002 % Comments: GEETanjali series % \printtitle #indian % aa .a .a na phuulo.n kii duniyaa, na taaro.n kii duniyaa ye hai bas Kayaal\-e\-bahaaro.n kii duniyaa yahaa.N mast nazare.n bahakane ko tarase uma.ngo.n bhare dil dha.Dakane ko tarase ye hai pyaar ke besahaaro.n kii duniyaa yahaa.N Gam hai laakho.n, masarrat nahii.n hai ta.Dapane kii lekin ijaazat nahii.n hai ye hai ishq ke beqaraaro.n kii duniyaa na phuulo.n kii duniyaa, na taaro.n kii duniyaa ye hai bas Kayaal\-e\-bahaaro.n kii duniyaa aa .a .a paayaliyaa baavarii baaje paayaliyaa morii jhanana jhanana jhana jhananana baaje .a .a paayaliyaa baavarii baaje \threedots aa .a .a aaj sakhii more pii ghar aaye, aa .a .a aaj sakhii more pii ghar aaye dekh\-dekh chhab jiyaraa jaaye baar baar moraa man laharaaye paayaliyaa baavarii baaje \threedots saat suro.n ke diip jalaake, aa .a .a saat suro.n ke diip jalaake prem biin kii dhun par gaake aaj naachuu.N mai.n piyaa ko paake paayaliyaa baavarii baaje \threedots aa .a .a % #endindian \endsong %