% ITRANS SONG # 3442; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{ni.ndiyaa bulaane vaalii sapane dikhaane vaalii}% \film{Sajni}% \year{1956}% \starring{Sulochana, Anoop Kumar, Lalita Pawar}% \singer{Lata}% \music{Sudhir Phadke}% \lyrics{Narendra Sharma}% % % Contributor:Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date: February 15, 2001 % \printtitle #indian % (ni.ndiyaa bulaane vaalii, sapane dikhaane vaalii)\-2 (muralii bajaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne)\-2 (so jaa so jaa naunihaal, mere aa.Nkh ? ke laal)\-2 tujhe dekh mere baal, merii a.Nkhiyaa.n nihaal lagan lagaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne muralii bajaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne puunam ke chaa.nd ne, puunam ke chaa.nd ne, muralii bajaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne (liye kirano.n kii Dorii, aaii chaa.ndanii kii chhorii)\-2 madhuras me.n bolii, koii miiThii miiThii lorii rajanii sajaaii pyaar rajanii sajaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne puunam ke chaa.nd ne, puunam ke chaa.nd ne, muralii bajaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne (mere maanasarovar, mere piyaa kii sarohar)\-2 praanavaaro.n mai.n niharuu.N, teraa mukha.Daa manohar priit jagaaii pyaare priit jagaaii pyaare, puunam ke chaa.nd ne ni.ndiyaa bulaane valii \threedots % #endindian \endsong %