% ITRANS SONG # 3445; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{o bhole baalamaa o more saajanaa}% \film{Poonam}% \year{1952}% \starring{Ashok Kumar, Kamini Kaushal, Asha Mathur, Sajjan}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Nimish Pachapurkar % Transliterator: Nimish Pachapurkar % Date: Nov 15, 2002 % Comments: LATAnjali Series % generated using giitaayan % \printtitle #indian % o bhole baalamaa, o more saajanaa, aa .a .a aa .a .a ghu.Ngar baaje chhun chhun, Du.ngar baaje Dum Dum kahatii hai bahaar mere phuulo.n ko dekh, baaGo.n me.n Daaliiyo.n pe jhuulo.n ko dekh ude ude baadalo.n ko gale lagaa ke jhuume ye aasamaa.N, ghuume ye aasamaa.N, aa .a .a aa .a .a ghu.Ngar baaje chhun chhun \threedots ambuvaa kii Daal pe koyal kaa shor, sapano.n kii chhaa.Nv me.n naache manamor bholii bhaalii terii chhabii naino.n me.n laa ke, Dole ye dil javaa.N, bole ye dil javaa.N, aa .a .a aa .a .a ghu.Ngar baaje chhun chhun \threedots aise me.n akhiyaa.N bhii bolane lagii, ha.Ns ha.Ns ke raaz dil ke kholane lagii aate jaate chhe.Datii hai cha.nchal havaa, bairii tere binaa, suunaa hai ye samaa.N, aa .a .a aa .a .a ghu.Ngar baaje chhun chhun \threedots % #endindian \endsong %