% ITRANS SONG # 3487; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{uma.ngo.n ko sakhii pii kii nagariyaa kaise le jaauu.N}% \film{Amar}% \year{1954}% \starring{Dilip Kumar, Madhubala, Nimmi}% \singer{Lata, Chorus}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Audio On: All Time Greats: Lata Mangeshkar % Contributor: Neha Desai % Transliterator: Neha Desai % Date: Dec 10, 2002 % Series: Latanjali % Comments: % generated using giitaayan % \printtitle #indian % uma.ngo.n ko sakhii pii kii nagariyaa kaise le jaauu.N chorus: uma.ngo.n ko sakhii pii kii nagariyaa kaise le jaauu.N qamar lachake morii haay qamar lachake morii bhaarii gagariyaa kaise le jaauu.N chorus: qamar lachake morii bhaarii gagariyaa kaise le jaauu.N Dagar me.n ruup ke lobhii nagar me.n man ke maile.n hai.n chorus: nagar me.n man ke maile.n hai.n yahaa.N paapii najariiyo.n ke hazaaro.n jaal phaile.n hai.n chorus: hazaaro.n jaal phaile.n hai.n bhare baazaar me.n baalii umariiyaa kaise le jaauu.N qamar lachake morii chorus: haay qamar lachake morii bhaarii gagariyaa kaise le jaauu.N chorus: uma.ngo.n ko sakhii pii kii nagariyaa kaise le jaauu.N mohe duniyaa se Dar laage yahaa.N laakho.n hai.n matawaale chorus: yahaa.N laakho.n hai.n matawaale na jaane koi alabelaa mohe kis ra.ng me.n ra.ng Daale chorus: mohe kis ra.ng me.n ra.ng Daale ra.ngiilo.n me.n bhalaa korii chunariyaa kaise le jaauu.N qamar lachake morii chorus: haay qamar lachake morii bhaarii gagariyaa kaise le jaauu.N chorus: uma.ngo.n ko sakhii pii kii nagariyaa kaise le jaauu.N lagaa ke haatho.n me.n meh.ndii rachaa ke naino.n me.n ratiyaa chorus: rachaa ke naino.n me.n ratiyaa dulahaniiyaa banake nikalii hu.n mile.nge aaj man basiyaa chorus: mile.nge aaj man basiyaa sajan ke dwaar se pyaasii najariyaa kaise le jaauu.N qamar lachake morii chorus: haay qamar lachake morii bhaarii gagariiyaa kaise le jaauu.N chorus: uma.ngo.n ko sakhii pii kii nagariyaa kaise le jaauu.N % #endindian \endsong %