% \startsong \stitle{chhoTii-sii ye duniyaa, pahachaane raaste hai.n}% \film{Rungoli}% \year{1962} \starring{Kishore, Vyjayanthimala}% \singer{Kishore / Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Arun Verma (verma@CS.Cornell.EDU) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: Surajit A Bose % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Vinay P Jain % \printtitle #indian % ##Kishore version## chhoTii-sii ye duniyaa, pahachaane raaste hai.n tum kabhii to miloge, kahii.n to miloge, to puuchhe.nge haal chhoTii-sii ye duniyaa ... ham to ye samajhe.nge hamane ek patthar ko puujaa lekin tumako apane jaisaa nahii.n milegaa duujaa, nahii.n milegaa duujaa chhoTii-sii ye duniyaa ... siikhaa nahii.n hamaare dil ne pyaar me.n dhiiraj khonaa aag me.n jalake bhii jo nikhaare, hai vahii sachchaa sonaa, hai vahii sachchaa sonaa chhoTii-sii ye duniyaa ... dil kii daulat mat Thukaraao, dekho pachhataaoge aaj chale jaate ho jaise, lauT ke bhii aaoge, lauT ke bhii aaoge chhoTii-sii ye duniyaa ... ---- ##Lata version## chhoTii-sii ye duniyaa, pahachaane raaste hai.n tum kabhii to miloge, kahii.n to miloge, to puuchhe.nge haal chhoTii-sii ye duniyaa ... siikhaa nahii.n hamaare dil ne pyaar me.n dhiiraj khonaa aag me.n jalake bhii jo nikhaare, vahii hai sachchaa sonaa, vahii hai sachchaa sonaa chhoTii-sii ye duniyaa ... meraa pahalaa pyaar aaKharii bhii hai is jiivan kaa ek baar hotaa hai jag me.n rishtaa man se man kaa, rishtaa man se man kaa chhoTii-sii ye duniyaa ... % #endindian \endsong %