% \startsong \stitle{chunarii sambhaal gorii, u.Dii chalii jaae re}% \film{Baharon Ke Sapne}% \year{1967}% \starring{Rajesh Khanna, Asha Parekh}% \singer{Manna De, Lata}% \music{R D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: ShashiKant Joshi (rava0002@gold.tc.umn.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Sat Jan 27 1996 % Credits: % Editor: % Comments: % \printtitle #indian % ma: chunarii sambhaal gorii, u.Dii chalii jaae re maar na de Da.nk kahii.n, nazar koii haay dekh dekh pag na phisal jaae re saaraa raaraa raaraa raah ha aah (???) la: phisale.n nahii.n chal ke, kabhii dukh kii Dagar pe Thokar lage ha.Ns de.n, ham basane vaale, dil ke nagar ke ma: are, har kadam bahak ke sambhal jaae re! (##STOP!##) saaraa raaraa raaraa raah ha aah ma: kiraNe.n nahii.n apanii, to hai baaho.n kaa sahaaraa diipak nahii.n jin me.n, un galiyo.n me.n hai hamase ujaale are, bhuul hii se chaa.Ndanii khil jaae re! (##STOP!##) saaraa raaraa raaraa raah ha aah la: pal chhin piyaa pal chhin, a.Nkhiyo.n kaa a.ndheraa rainaa nahii.n apanii, par apanaa hogaa kal kaa saveraa ma: are, rain kaun sii jo na Dhal jaae re! (##STOP!##) saaraa raaraa raaraa raah ha aah % #endindian \endsong %