% \startsong \stitle{do diivaane shahar me.n, raat me.n aur dopahar me.n}% \film{Gharonda}% \year{1977}% \starring{Amol Palekar, Zarina Wahab}% \singer{Bhupinder, Runa Laila}% \music{Jaidev}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: Private Eye on RMIM (an36002@anon.penet.fi) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Comments: The sadder version (ek akelaa is shahar me.n) is also in the ISB % \printtitle #indian % ##Dialogs first: ## bhU: ek diivaanaa shahar me.n rU: ek diivaanaa nahii.n, ek diivaanii bhii bhU: ## Hmm? hmm-hmm. [it is hard to transcribe sounds! :-)] ## ## then the song starts: ## bhU: do diivaane shahar me.n, raat me.n aur dopahar me.n aab\-o\-daanaa Dhuu.NDhate hai.n ek aashiyaanaa Dhuu.NDhate hai.n rU: do dIvaane shahar me.n, raat me.n aur dopahar me.n aab\-o\-daanaa Dhuu.NDhate hai.n ek aashiyaanaa Dhuu.NDhate hai.n rU: in bhUlabhula{}iyA galiyo.n me.n, apanA bhI koI ghar hogA ambar pe khulegI khi.DakI yA, khi.DakI pe khulA ambar hogA bhU: in bhUlabhula{}iyA galiyo.n me.n, apanA bhI koI ghar hogA ambar pe khulegI khi.DakI yA, khi.DakI pe khulA ambar hogA asamAnI ra.ng kI A.Nkho.n me.n rU: asamAnI yA AsamAnI? bhU: asamAnI ra.ng kI A.Nkho.n me.n basane kA bahAnA DhU.nDhate hai.n, DhU.nDhate hai.n rU: aabodAnA DhU.nDhate hai.n ek aashiyAnA DhU.nDhate hai.n bhU: jab taare zamI.n par chalate hai.n rU: taare, aur zamI.n par? bhU: ## of course ## bhU: jab taare zamI.n par chalate hai.n rU: ## Hmmm hmmm ## bhU: AkAsh zamI.n ho jaatA hai rU: A aa aa bhU: us raat nahI.n phir ghar jaatA, vo chaa.nd yahI.n so jaatA hai rU: jab taare zamI.n par chalate hai.n AkAsh zamI.n ho jaatA hai us raat nahI.n phir ghar jaatA, vo chaa.nd yahI.n so jaatA hai bhU: pal bhar ke liye rU: pal bhar ke liye bhU: pal bhar ke liye in A.Nkho.n me.n ham ek zamAnA DhU.nDhate hai.n, DhU.nDhate hai.n rU: aabodAnA DhU.nDhate hai.n ek aashiyAnA DhU.nDhate hai.n % #endindian \endsong %