% \startsong \stitle{duur koii gaae dhun ye sunaae}% \film{Baiju Bawra}% \year{1952}% \starring{Meena Kumari, Bharat Bhushan, Surendra, Ratan Kumar}% \singer{Shamshad, Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: David Windsor % Transliterator: David Windsor % Editor: Rajiv Shridhar % Date: 10/24/1996 % \printtitle #indian % duur koii gaae dhun ye sunaae tere bin chhaliyaa re baaje na muraliyaa man ke a.ndar ho pyaar kii agni nainaa khoye\-khoye ki haay raamaa naina khoye\-khoye abhii se hai ye haal to aage raam jaane kyaa hoe nii.nd nahii.n aae birahaa sataae tere bin chhaliyaa \threedots more a.Nganaa laaj kaa paharaa paa.Nv pa.Dii za.njiir ki haay raamaa paa.Nv pa.Dii za.njiir yaad kisii kii jab\-jab aae laage jiiyaa pe tiir ke haay raamaa lage jiiyaa pe tiir aa.Nkh bhar aae jal barasaae tere bin chhaliyaa \threedots % #endindian \endsong %