% \startsong \stitle{ek akelaa is shahar me.n, raat me.n aur dopahar me.n}% \film{Gharonda}% \year{1977}% \starring{Amol Palekar, Zarina Wahab, Dr. Shriram Lagoo}% \singer{Bhupinder}% \music{Jaidev}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Dinesh K. Prabhu (prabhu@amelia.nas.nasa.gov) % Rajan P. Parrikar (parrikar@mimicad.Colorado.EDU) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Comments: The happier version (do diivaane shahar me.n) is #1097.s % \printtitle #indian % ek akelaa is shahar me.n, raat me.n aur dopahar me.n aab\-o\-daanaa Dhuu.NDhataa hai, aashiyaanaa Dhuu.NDhataa hai din khaalii khaalii bartan hai, aur raat hai jaise a.ndhaa ku.Nvaa in suunii andherii aa.Nkho.n me.n, aa.NsU kii jagah aataa hai.n dhu.N_aa jiine kii vajah to ko_ii nahii.n, marane kaa bahaanaa Dhuu.NDhataa hai ek akelaa is shehar me.n in umr se lambii sa.Dako.n ko, manzil pe pahu.Nchate dekhaa nahii.n bas dau.Datii phiratii rahatii hai.n, ham ne to Thaharate dekhaa nahii.n is ajanabii se shehar me.n, jaanaa pahachaanaa Dhuu.NDhataa hai ek akelaa is shehar me.n % #endindian \endsong %