% \startsong \stitle{ham hai.n raahii pyaar ke, hamase kuchh na boliye}% \film{Nau Do Gyaarah}% \year{}% \starring{Dev Anand, Kalpana Kartik}% \singer{Kishore}% \music{S D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: R. Gopalakrishnan (gopalakr@louie.udel.edu) % Credits: Kannan Muthukaruppan (mkannan@plane.cs.berkeley.edu) % Satish Subramanian (subraman@cs.umn.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % ham hai.n rAhI pyAr ke, hamase kuchh na boliye \- 3 jo bhI pyAr se milA, ham usI ke ho liye \- 2 ham usI ke ho liye jo bhI pyAr se milA, ham usI ke ho liye dard bhI hame.n qubUl, chaina bhI hame.n qubUl \- 2 hamane.n har tarah ke phUl, haar me.n piro liye, \- 2 jo bhI pyAr se milA \threedots dhUp thI nasIba me.n, to dhUp me.n liyA hai dam \- 2 chA.NdanI milI to ham, chA.NdanI me.n so liye \- 2 jo bhI pyAr se milA \threedots dil pe AsarA kiye, ham to bas yU.NhI.n jiye \- 2 ek kadam pe ha.Ns liye, ek kadam pe ro liye \- 2 jo bhI pyAr se milA \threedots rAh me.n pa.De.n hai.n ham, kabase aap kI qasam \- 2 dekhiye to kam se kam, boliye naa boliye \- 2 jo bhI pyAr se milA \threedots ham hai.n rAhI pyAr ke, hamase kuchh na boliye jo bhI pyAr se milA, ham usI ke ho liye % #endindian \endsong %