% \startsong \stitle{jaane kahaa.N meraa jigar gayaa jii}% \film{Mr. and Mrs. 55}% \year{1955}% \starring{Guru Dutt, Madhubala}% \singer{Rafi, Geeta}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % jaane kahaa.N meraa jigar gayaa jii abhii abhii yahii.n thaa kidhar gayaa jii kisii kii adaao.n pe mar gayaa jii ba.Dii ba.Dii a.nkhiyo.n se Dar gayaa jii kahii.n maare Dar ke chUhaa to nahii.n ho gayaa kone kone dekhaa na jaane kahaa.N kho gayaa yahaa.N use laae kaahe ko binaa kaam re jal_dii jal_dii Dhuu.NDho ke hone lagii shaam re sachchii sachchii kah do dikhaao nahii.n chaal re tuune to nahii.n hai.n churaayaa meraa maal re aise nahii.n chorii khulegii takaraar se chalo chalo thaane bataae.n jamaadaar se koi ulfat kii nazar zaraa pher de lele do chaar aane jigar meraa chhe.D de baate.n hai.n nazar kii nazar se samajhaaU.ngii pahale pa.Do pa_iyaa.n to phir batalaaU.ngii % #endindian \endsong %