% \startsong \stitle{jab se ham tum bahaaro.n me.n (##Version II##)}% \film{Main Shaadi Karne Chala}% \year{1962}% \starring{I S Johar, Saida Khan, Rajendranath, Feroz Khan, Mumtaz, Tabassum}% \singer{Mukesh, Kamal Barot}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Balaji A.S. Murthy % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 03/30/1997 % \printtitle #indian % jab se ham tum, bahaaro.n me.n, ho baiThe gum, nazaaro.n me.n jiase ye zi.ndagii, jaagii aa.Nkho.n kaa Kaab hai milanaa to thaa hame.n, is dil kii raah me.n afasaanaa ban gaye, (diivaane jinakii chaah me.n) \- 2 afasaane the kisii din ke, diivaane the kisii din ke jaise ye raaginii, jaagii aa.Nkho.n kaa Kvaab hai chaahat ke naam kaa, chaahat kaa jaam hai halakii halakii nashiilii (bhiigii bhiigii shaam hai) \- 2 mere sapane, terii raahe.n tere ???, merii baahe.n jaise ye beKudii, jaagii aa.Nkho.n kaa Kvaab hai % #endindian \endsong %