% \startsong \stitle{jiinaa hamako raas na aayaa}% \film{Raat Aur Din}% \year{1967}% \starring{Nargis, Pradeep Kumar}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: Kamlesh Nanavati % Transliterator: Rajiv Shridhar % Date: 11/03/1996 % \printtitle #indian % jiinaa hamako raas na aayaa, ham jaane kyo.n jiite hai.n kyaa saavan kyaa bhaado.n apane, sab din rote biite hai.n jiinaa hamako \threedots ham se to jag ruuTh gayaa hai, ek tumhaaraa kyaa shikavaa \- 2 ab kyo.n aahe.n bharate hai.n, ham ab kyo.n aa.Nsuu piite hai.n jiinaa hamako \threedots pyaar kii baazii aasaan samajhe, ham ne ba.Dii naadaanii kii \- 2 dil kii duhaaii dene vaale, yah baazii kab jiite hai.n jiinaa hamako \threedots Dore junuun me.n kyaa kyaa sujhii, kyaa kyaa ham ne kar Daalaa \- 2 khud hii girahabaa.n phaad liyaa hai, khud hii girahabaa.n siite hai.n jiinaa hamako \threedots % #endindian \endsong %