% \startsong \stitle{jo khushii se choT khaaye, vo jiigar kahaa.N se laauu.N}% \film{Dil-e-Naadaan}% \year{1953}% \starring{Talat}% \singer{Talat}% \music{Ghulam Mohammad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: Neeraj Malhotra (malhotra@bedford.progress.COM) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % terI khAtir sitam dil pe gavaaraa kar liyaa mai.nne kahaa kisane muhabbat se kinaaraa kar liyaa mai.nne jo khushI se choT khaaye, vo jigar kahaa.N se laauu.n \- 2 kisii aur ko jo dekhe, vo najar kahaa.N se laauu.n \- 2 jo khushI se choT khaaye mujhe terI aarazuu hai, mere dil me.n tuu hii tuu hai \- 2 base gair jisame.n aa kar, mai.n vo ghar kahaa.N se laauu.n \- 2 jo khushI se choT khaaye terI berukhii pe sadake, terI har adaa pe kurbaa.n \- 2 kare aur ko jo sajade, mai.n vo sar kahaa.N se laauu.n \- 2 jo khushI se choT khaaye vo jigar kahaa.N se laauu.n \- 2 jo khushI se choT khaaye ## A TALAT TID BIT : Talat also recorded the song 'Chal ud jaa re panchi, ke ab ye des hua begana' for the old movie 'Bhabhi' but it was never used in the film. ## % #endindian \endsong %