% \startsong \stitle{jo un kii tamannaa hai, barabaad ho jaa}% \film{Inteqam}% \year{1969}% \starring{Dharmendra}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: U.V. Ravindra (uvr@tata_elxsi.soft.net) % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu) % Comments: The lyrics betray an extreme sense of dejected frustration. "Teri % qismat meiN yeh muhabbat nahiN hai," they seem to be saying. "Teri % qismat meiN hai to sirf barbaadi, maut, marna, miT jaanaa. Aur % choon ki yahi teri qismat hai, tu ise bhi usi hunar se nibhaa jis % hunar se tu ab talak jeetaa ayaa hai -- usi be_gilaa, be_shikwaa % andaaz se qurbaan ho jaa wafaa ke naam par!" % % Umeed hai naGHmaa pasand aayaa hogaa. % \printtitle #indian % jo un kii tamannaa hai, barabaad ho jaa tU ai dil muhabbat kii kismat banaa de ta.Dap aur ta.Dap kar abhii jaan de de yuu.n marate hai.n mar jaane vAle, dikhaa de jo un kii tamannaa hai, barabaad ho jaa \threedots nA un kaa tabassum, tere vaaste hai nA tere liye un kii zulfo.n ke saaye tU beaas phir kyo.n jiye jaa rahaa hai javAnI me.n ye zindagaanii luTaa de jo un kii tamannaa hai, barabaad ho jaa \threedots sitam yaa karam husn vaalo.n kii marzii yahii soch kar koI shikavaa nA karanaa sitamagar salaamat rahe husn teraa yahii us ko miTane se pahale duaa de jo un kii tamannaa hai, barabaad ho jaa \threedots % #endindian \endsong %