% ITRANS SONG # rmim0057; Created on Jan 26, 2004 % % animesh kumar 11/27/3 % \startsong \stitle{mai.n diip jalaaye baiThaa huu.N}% \film{non-Film}% \year{1960s}% \singer{Rafi}% \music{Rajeshwarpal}% \lyrics{Naqsh Lyallpuri}% % %Transliterator + Contributor = Animesh Kumar % Series: Rafi Veritable Gems, Date = Nov 26, 2003 % \printtitle #indian % mai.n diip jalaaye baiThaa huu.N mai.n diip jalaaye baiThaa huu.N dam to.D ga_ii lau taaro.n kii dam to.D ga_ii lau taaro.n kii mai.n nain bichhaaye baiThaa huu.N in nii.nd se bojhal aa.Nkho.n me.n tasaviir terii laharaatii hai maazii ke hasii.N lamho.n kii kasak (rah\-rah ke mujhe ta.Dapaatii hai)\-2 (mai.n pyaar bharii un yaado.n ko)\-2 siine se lagaaye baiThaa huu.N mai.n diip jalaaye \threedots siine me liye ik Gam kaa jahaa.N ye raat abhii so jaayegii bera.ng samaa.N chhaa jaayegaa (dhuu.Ndhalii sii fizaa ho jaayegii)\-2 (maayus hu_ii jaatii hai nazar)\-2 mai.n aas lagaaye baiThaa huu.N mai.n diip jalaaye \threedots % #endindian \endsong %