% ITRANS SONG # rmim0109; Created on Jan 26, 2004 % % arunabha 6/14/3 % \startsong \stitle{R^itu aa_e R^itu jaa_e sakhii rii}% \film{Hamdard}% \year{1953}% \starring{Nimmi, Shekhar, Smriti Biswas}% \singer{Lata Mangeshkar, Manna De}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: Arunabha S. Roy % Transliterator: Arunabha S. Roy % Date: March 20, 2002 % generated using giitaayan % \printtitle #indian % ##Gaud Sarang## R^itu aa_e R^itu jaa_e sakhii rii man ke miit na aa_e jeTh mahiinaa jiyaa ghabaraa_e pal pal suuraj aag lagaa_e duuje birahaa agan lagaa_e karuu.N mai.n kaun upaay R^itu aa_e R^itu jaa_e sakhii rii ##Gaud Malhar## barakhaa R^itu bairii hamaar jaise saas nanadiyaa pii darasan ko jiyaraa tarase a.Nkhiyan se nit saavan barase rovat hai kajaraa nainan kaa bi.ndiyaa more ??? barakhaa R^itu bairii hamaar ##Jogiya## pii bin suunaa jii patajha.D jaisaa jiivan meraa man bin tan jyuu.N jal bin nadiyaa jyo.n mai.n suunii binaa saa.Nvariyaa auro.n kii to rain a.Ndherii par hai meraa din bhii a.Ndheraa pii bin suunaa jii ##Bahar## aa_ii madhur R^itu basa.nt bahaar rii phuul phuul par bhramar guu.Njat sakhii aa_e nahii.n bha.Nvar hamaar rii aa_ii madhur R^itu basa.nt bahaar rii kab lag nainan dvaar sajaa_uu.N diip jalaa_uu.N diip bujhaa_uu.N kab lag karuu.N si.ngaar re aa_ii madhur R^itu basa.nt bahaar rii aa_ii madhur R^itu basa.nt bahaar rii, bahaar rii, bahaar rii % #endindian \endsong %