% ITRANS SONG # rmim0151; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{mai.n ne dekhaa thaa sapano.n me.n ek cha.ndrahaar}% \film{Gaban}% \year{1966}% \starring{Sunil Dutt, Sadhana}% \singer{Lata}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Devendra Sharma, Sep 18, 2002 % \printtitle #indian % mai.n ne dekhaa thaa sapano.n me.n ik cha.ndrahaar aaj baalam ne pahanaa diyaa ho mujhe ulafat kaa gahanaa diyaa ba.ndhii ba.ndhii nadiyaa sii bahane lagii gha.Dii gha.Dii laharaa ke kahane lagii mai.n to saajan se jaakar miluu.ngii abhii ho na jaauu.n kahii.n pyaar me.n baawarii mai.n ne dekhaa thaa \threedots khoii khoii jaauu.n mai.n jaane kahaa.N milaa mujhe sab kuchh mile do jahaa.N aaj merii khushii ki to siimaa nahii.n aaj mujhako milii hai na{}ii zindagii (???) mai.n ne dekhaa thaa \threedots % #endindian \endsong %