% ITRANS SONG # rmim0160; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{sabze kii durfishaanii phuulo.n kaa shaamiyaanaa}% \film{Bihari}% \year{1948}% \starring{B Nandrekar, Surekha, H Prakash}% \singer{Lata}% \music{Ramkrishna Shinde}% \lyrics{Munshi Farog}% % % Contributors: Arunabha S. Roy (first 3 minutes) % Dhananjay Naniwadekar (last 3 of 6 minutes) % Date: Dec 7, 2002 % Credits: Afzal Khan, Satish Kalra % Comments: Shinde also composed under the pseudonym % Hemant Kedar. This was his only song in 'Bihari'. % Other songs in Bihari were composed by % Naresh Bhattacharya. % % sabza = dew, durfishaanii = eloquence, (dur = pearl) % niGaarakhaanaa - allegorical reference to this world % 'charake lagaanaa' = zakhm denaa. % % generated using giitaayan % \printtitle #indian % % long musical pieces for ~ 75 seconds sabze kii durfishaanii phuulo.n kaa shaamiyaanaa Kushabuu kii naujawaanii ra.ngii.n niGaaraKaanaa dekhaa to gaa rahaa hai apanaa vahii taraanaa bulabul sunaa rahaa hai gul ko rulaa rahaa hai miiThaa saa dard banakar pahaluu me.n aa rahaa hai rah\-rah ke ko_ii dil me.n charake lagaa rahaa hai % First side of the 78 rpm disc ends after the above 6 lines. Tha.nDii hawaa kaa jho.nkaa jhuulaa jhulaa rahaa hai phuulo.n ko deke lorii daulat luTaa rahaa hai baadal machal\-machal kar har ????? pe chhaa rahaa hai lekin meraa nasiibaa mujhako rulaa rahaa hai % After this point, the 6 lines on Side One of the 78 rpm % disc are repeated. % #endindian \endsong %