% ITRANS SONG # rmim0189; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{aa muhabbat kii bastii basaa_e.Nge ham}% \film{Fareb}% \year{1953}% \starring{Shakuntala, Kishore Kumar, Lalita Pawar, Tiwari, Hamida Bano (the singer?) }% \singer{Lata, Kishore}% \music{Anil Biswas}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: dhananjay naniwadekar % Date: 04 feb 2003 % Credits: Vish Krishnan % Comments: Latanjali Series. Fareb was produced and % directed by: Shahid Latif + Ismat Chughtai % \printtitle #indian % kishor: aa, muhabbat kii bastii basaa_e.Nge ham is zamii.n se alag, aasamaano.n se duur muhabbat kii bastii \threedots lataa: mai.n huu.N dharatii tuu aakaash hai, o sanam dekh dharatii se aakaash hai kitanii duur tuu kahaa.N, mai.n kahaa.N, hai yahii mujhako Gam dekh dharatii se aakaash \threedots kishor: duur duniyaa se, ko_ii nahii.n hai jahaa.N mil rahe.n hai.n wahaa.N par zamii.n aasamaa.N chhup ke duniyaa se phir kyuu.N na mil jaa_e.N ham is zamii.n se alag \threedots lataa: tere daaman talak ham to kyaa aa_e.Nge yuu.N hii haatho.n ko phailaa ke rah jaa_e.Nge ko_ii apanaa nahii.n besahaare hai.n ham dekh dharatii se aakaash \threedots % #endindian \endsong %