% ITRANS SONG # rmim0264; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{kabhii aaj kabhii kal kabhii paraso.n}% \film{Chaand}% \year{1959}% \starring{Balraj Sahni, Pandari Bai, Meena Kumari}% \singer{Lata, Suman}% \music{Hemant}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor : Malini Kanth % Date : 3/26/2003 % Credits : Balaji Murthy % Comments : Geetanjali Series % \printtitle #indian % ## Lata sings the mukha.Daa first followed by Suman followed by both ## (kabhii aaj kabhii kal kabhii paraso.n aise hii biite baraso.n hamaarii sunate hii nahii.n saajanaa dekhojii sunate hii nahii.n saajanaa) \-3 su \: Daal pe phuul aur phuulo.n pe bha.Nvare din bhar sau sau khel kare.n la \: Daal pe phuul aur phuulo.n pe bha.Nvare din bhar sau sau khel kare.n ta.Dape.n tarase.n ham hii.n akele chhup chhup Tha.nDii aah bhare.n do \: biitii jaay dekho haay ye javaanii, ye dilo.n kii kahaanii hamaarii sunate hii nahii.n saajanaa dekhojii sunate hii nahii.n saajanaa kabhii aaj kabhii kal \threedots su \: jabase gaye pardes piyaa merii nii.nd bhii unake saath ga_ii la \: jabase gaye pardes piyaa merii nii.nd bhii unake saath ga_ii jaise taise Guzar gayaa din par mushqil se raat ga_ii do \: sau sau baar hamane pyaar se pukaaraa, ye dil hai tumhaaraa hamaarii sunate hii nahii.n saajanaa dekhojii sunate hii nahii.n saajanaa kabhii aaj kabhii kal \threedots su \: tumane piyaa jii meraa dil to liyaa ji par pyaar ke vaade bhuul chale la \: tumane piyaa jii meraa dil to liyaa ji par pyaar ke vaade bhuul chale kab se pyaasii hamaarii aa.Nkhe.n ab to mil jaa chaa.Nd tale do :\ kaise haay sahii jaay ye judaa_ii, phiru.N mai.n sharamaa_ii hamaarii sunate hii nahii.n saajanaa dekhojii sunate hii nahii.n saajanaa kabhii aaj kabhii kal \threedots % #endindian \endsong %