% ITRANS SONG # rmim0267; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{piipal kii chha.Nv tale mai.n bhii miluu.n tuu bhii mile}% \film{Sanyasi}% \year{1945}% \starring{Shameem, Ghulam Mohammad, Amar}% \singer{Zohrabai, Amar}% \music{Naushad}% \lyrics{Pandit Buddhi Chandra Agrawal 'Madhur'}% % % Contributor: Malini Kanth % Transliterator: Malini Kanth % Date : 4/4/2003 % Credits: Balaji Murthy % Comments : Geetanjali Series % \printtitle #indian % zo : piipal kii chha.Nv tale mai.n bhii miluu.N tuu bhii mile aa.Nkhe.n ho.n chaar mai.n huu.N tuu ho aur ko_ii na ho ma.nzuur tumhe.n? a : ma.nzuur! phuulo.n ko to.D to.D, palako.N me.n jo.D jo.D pahanaa_uu.N haar mai.n huu.N tuu ho aur ko_ii na ho ma.nzuur tumhe.n? zo : ma.nzuur! priit lagaa ke hame.n na bhulaanaa naino.n se naa tuu nain churaanaa aanaa aake phir na jaana chaa.Nd chhupe tuu na chhupe diip bujhe tuu na bujhe tan man duu.N vaar mai.n huu.N tuu ho aur ko_ii na ho ma.nzuur tumhe.n? a : ma.nzuur! do : piipal kii chha.Nv tale /threedots a: jhuul rahaa hai laharo.n kaa bichhonaa soye meraa chaa.Nd salonaa sapano.n kaa aake jagaanaa mai.n bhii ha.Nsuu.N tuu bhii ha.Nse jiivan ke taar baje jiivan ke taar mai.n huu.N tuu ho aur ko_ii na ho ma.nzuur tumhe.n? a : ma.nzuur! % #endindian \endsong %