% ITRANS SONG # rmim0296; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{naa jaane chaa.Nd kaisaa hogaa}% \film{Rocket Girl}% \year{1962}% \starring{Naaz, Sudesh Kumar, Jagdish Raj, Nilofar, Kanchanmala}% \singer{Mukesh, Kamal Barot}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Prem Dhawan}% % % Contributor: Nimish Pachapurkar % Transliterator: Nimish Pachapurkar % Date: Dec 9, 2002 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % kamal: naa jaane chaa.Nd kaisaa hogaa mukesh: tum saa hasii.n to nahii.n kamal: ho.nge ra.ngiin ye sitaare mukesh: tum se ra.ngii.n to nahii.n kamal: aate hai.n niile aasamaa.N pe, jaane kidhar se sitaare mukesh: chalataa hai saaraa hii zamaanaa terii nazar ke sahaare kamal: dil chaahe aasamaa.N ko chhuu luu.N mukesh: le chal hame.n bhii vahii.n kamal: naa jaane chaa.Nd \threedots mukesh: chhaaye hai.n kaale kaale baadal yaa tum ne zulfe.n bakherii kamal: kho jaauu.N jaa ke baadalo.n me.n kab se tamannaa hai merii mukesh: jaane do Kvaab kii ye baate.n kamal: ham ko hai in pe yakii.n kamal: naa jaane chaa.Nd \threedots kamal: saare zamaane se niraalii ham ko_ii duniyaa basaaye.n mukesh: dil ke ra.ngiile sapano.n se mahafil ra.ngiilii sajaaye.n kamal: aisaa jahaan hai kahaa.N pe mukesh: hogaa kahii.n naa kahii.n kamal: naa jaane chaa.Nd \threedots mukesh: tum saa hasii.n to nahii.n % #endindian \endsong %