% ITRANS SONG # rmim0332; Created on Jan 26, 2004 % % From: Pradip Shah (pradip_shah63@hotmail.com) % Date: 2003-02-02 13:21:35 PST % \startsong \stitle{mausam ye pukaare mastii me.n lekar matavaale dil kaa kaaravaa.N}% \film{Burmah Road}% \year{1962}% \starring{Ashok Kumar, Kumkum, Sheikh Mukhtar, Vijaya Chaudhary}% \singers{Talat, Lata}% \music{Chitragupt}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: Pradip Shah % Transliterator: Pradip Shah % \printtitle #indian % ta: mausam ye pukaare, mastii me.n lekar, matavaale dil kaa kaaravaa.N la: sar pe hai hamaare, chaahat kaa aa.Nchal, kadamo.n ke niiche aasamaa.N la: mausam ye pukaare (la: tan ko uDaaye.n havaa matavaalii ta: dil ko chhuu.Ne hai ghaTaa kaalii kaalii) \-2 la: R^itu beqaraar beqaraar hai shamaa ta: mausam ye pukaare, mastii me.n lekar, matavaale dil kaa kaaravaa.N la: sar pe hai hamaare, chaahat kaa aa.Nchal, kadamo.n ke niiche aasamaa.N do.nno: mausam ye pukaare (la: din hai ki raat ye kaun bataaye ta: zi.ndaa rahe terii palko.n ke saaye) \-2 la: soche.nge phir kabhii hai zindagii kahaa.N do.nno: mausam ye pukaare, mastii me.n lekar, matavaale dil kaa kaaravaa.N sar pe hai hamaare, chaahat kaa aa.Nchal, kadamo.n ke niiche aasamaa.N mausam ye pukaare % #endindian \endsong %