% ITRANS SONG # rmim0357; Created on Jan 26, 2004 % % From: P Dasgupta (prithvi_dg@yahoo.com) % Date: 2002-01-25 19:03:17 PST % \startsong \stitle{qaum kii Kidamat me.n raho miTane ko taiyaar}% \film(non-Film}% \year{1947}% \starring{}% \singer{Hemant, Bela, Ava Banerjee, Samaresh Roy}% \music{Hemant}% \lyrics{}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: Prithviraj Dasgupta % Date: Jan 26, 2002 % Availability: AFAIK only on 78 rpm % %printtitle #indian % he/be: qaum kii Kidamat me.n raho miTane ko taiyaar sab: marane ko taiyaar raho miTane ko taiyaar raho ba.Dane ko taiyaar raho marane ko taiyaar s: aapas ke fasado.n ko miTaanaa hii pa.Degaa aa: ye zulm ki tahadii ko haTaanaa hii pa.Degaa s/be: vo qaum nahii jisame naa ho ba.Dane kaa aramaan sab: marane ko taiyaar raho miTane ko taiyaar raho ba.Dane ko taiyaar raho marane ko taiyaar he: ma.ndir ne pukaaraa tumhe masajiid ne pukaaraa allaah ne pukaaraa tumhe iishvar ne pukaaraa he/be: azaad vatan ke li_e validaan ho jaanaa azaad vatan ke li_e qurbaan ho jaanaa sab: marane ko taiyaar raho miTane ko taiyaar raho ba.Dane ko taiyaar raho marane ko taiyaar he: ved me.n quraan me.n to ek baat hai.n inasaan ke Kidamat se ba.Daa kaun kaam hai.n s: inasaan ke Kidamat me karo bheT zi.ndagii aapas ke fasaado.n se karo bheT ba.ndagii sab: marane ko taiyaar raho miTane ko taiyaar raho ba.Dane ko taiyaar raho marane ko taiyaar % #endindian \endsong %