% ITRANS SONG # rmim0365; Created on Jan 26, 2004 % % From: Prithviraj Dasgupta (prithvi_dg@yahoo.com) % Date: 2002-04-24 22:37:07 PST % \startsong \stitle{meraa aaGaaz shirii.N hai.n ... Kushiyo.n ko luuT kar yahaa.N}% \film{Shirin Farhaad}% \year{1956}% \starring{Pradip Kumar, Madhubala}% \singer{Hemant, Asha}% \music{S Mohinder}% \lyrics{Tanveer Naqvi}% % % Contributor: Prithviraj Dasgupta % Transliterator: Prithviraj Dasgupta % Availablity: HMV CD Duets of Hemant Kumar (78 rpm version) % DVD/VHS movie % Date: April 24, 2002 % \printtitle #indian % he: meraa aaGaaz shirii.N hai.n meraa a.njaam shirii.N hai.n mujhe farahaad kyo.n kahate ho meraa naam shirii.N hai.n (khushiyo.n ko luuT kar yahaa.N) \-2 dete hai.n Gam nishaaniyaa.N kab tak rahe.ngii pyaar par duniyaa kii maharbaaniyaa.N khushiyo.n ko luuT kar yahaa.N (raahe.n wafaa me luT gaye kitane dilo.n ke kaafile) \-2 ma.nzil pe aake aur bhii ba.Date rahe.n hai faasale (barabaad ho ke rah gayii) \- 2 aramaa.N bharii javaaniyaa.N kab tak rahe.ngii pyaar par duniyaa kii maharbaaniyaa.N khushiyo.n ko luuT kar yahaa.N aa: (kitanii hii zi.ndagaaniyaa.N rismo.n pe ho gayii fidaa) \-2 do dil mile the pyaar se duniyaa ne kar diye judaa hote rahe yuu.N hii sitam banatii rahii kahaaniyaa.N kab tak rahe.ngii pyaar par duniyaa kii maharbaaniyaa.N khushiyo.n ko luuT kar yahaa.N he: jitane khushii ke Kvaab the sab aa.Nsuuo.n me Dhal gaye gulashan me rah gayaa hai kya (tinake the chaar jal gaye) \- 2 (thaa meraa aashiiaa.N kahaa.N) \- 2 milatii nahii.n nishaaniyaa.N kab tak rahe.ngii pyaar par duniyaa kii maharbaaniyaa.N khushiyo.n ko luuT kar yahaa.N aa: aavaaz de merii Kudaa inasaaf hai kahaa.N teraa jal jayegaa jahaa.N teraa (miT jayegaa nishaa.N teraa) \- 2 (fariyaad ban gayii agar) \- 2 ulafat kii bezubaaniyaa.N kab tak rahe.ngii pyaar par duniyaa kii maharbaaniyaa.N khushiyo.n ko luut kar yahaa.N % #endindian \endsong %