% ITRANS SONG # rmim0460; Created on Jan 26, 2004 % % surma 9/7/3 % \startsong \stitle{ajab hai daastaa.N terii ai zi.ndagii}% \film{Sharaarat}% \year{1959}% \starring{Kishore Mumar, Meena Kumari, Raj Kumar, Kumkum}% \singer{Rafi}% \music{Shankar-Jaikishan}% \lyrics{Hasrat}% % % Contributor: Surma Bhopali % Transliterator: Surma Bhopali % Date: 7 Sep 2003 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % ( ajab hai daastaa.N terii ai zi.ndagii ) 2 kabhii ha.Nsaa diyaa rulaa diyaa kabhii ajab hai daastaa.N terii ai zi.ndagii tum aa_ii maa.N kii mamataa liye to muskuraaye ham ( ke jaise phir se apane bachapan me.n lauTa aaye ham ) 2 ( tumhaare pyaar ke ) 2 isii (????) aa.Nchal tale ( phir se diipak jale ) 2 (????) Dhalaa a.ndheraa jagii roshanii (????) ajab hai daastaa.N \threedots magar ba.Daa hai sa.ngadil hai ye maalik teraa jahaa.N ( yahaa.N maa.N beTo pe bhii log uThaate hai u.ngaliyaa.N ) 2 ( kalii ye pyaar kii ) 2 jhulas ke raha ga_ii (????) ( har taraf aag thii ) 2 (????) ha.Nsaane aa_ii thii rulaakar chalii ajab hai daastaa.N \threedots % #endindian \endsong %