% ITRANS SONG # rmim0472; Created on Jan 26, 2004 % % surma bhopali 12/3/3 % \startsong \stitle{na jaane kyuu.n hamaare dil ko tumane dil nahii.n samajhaa}% \film{Mohabbat Zindagi Hai/ Love Is Life}% \year{1966}% \starring{Dharmendra, Rajshree}% \singer{Rafi}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{S H Bihari}% % % Audio on: HMV % Contributor: Surma Bhopali % Transliterator: Surma Bhopali % Date: 2 Dec 2003 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan % \printtitle #indian % na jaane kyuu.n hamaare dil ko tumane dil nahii.n samajhaa na jaane kyuu.n ( ye shiishaa to.D Daalaa ) \- 2 pyaar ke qaabil nahii.n samajhaa na jaane kyuu.n ( hamaaraa pyaar dekho aur hamaaraa hausalaa dekho ) \- 2 muhabbat kaa junuu.n hamako kahaa.N tak le chalaa dekho ( tumhii.n ne jaan le lii ) \- 2 aur tumhe.n kaatil nahii.n samajhaa na jaane kyuu.n \threedots ta.Dap dii bhii to aisii dii ke mushkil ho gayaa jiinaa chalaaye tiir wo tumane ke chhalanii ho gayaa siinaa ( aur usapar ye sitam hai ) \- 2 ke hame.n ghaayal nahii.n samajhaa na jaane kyuu.n \threedots ( muhabbat kaa ye jaaduu ek din sar cha.Dh ke bolegaa ) \- 2 har ik aa.Ndhii har ik tuufaan ko daaman me.n le legaa ( muhabbat ne kisii bhii ) \- 2 kaam ko mushkil nahii.n samajhaa na jaane kyuu.n \threedots % #endindian \endsong %