% ITRANS SONG # rmim0473; Created on Jan 26, 2004 % % surma 1/11/4 % \startsong \stitle{mailii chaadar o.Dhake kaise dwaar tumhaare aauu.N}% \film{non-Film}% \year{}% \starring{}% \singer{Hari Om Sharan}% \music{Murli Manohar Swarup}% \lyrics{Hari Om Sharan}% % % Audio on: HMV % Contributor: Surma Bhopali % Transliterator: Surma Bhopali % Date: 9 Jan 2004 % Series: Sukhsaagar % generated using giitaayan % \printtitle #indian % ( mailii chaadar o.Dhake kaise dwaar tumhaare aauu.N ) - 2 he paawan parameshwar mere man hii man sharamaauu.N tuune mujhako jaga me.n bhejaa nirmal dekar kaayaa aakar ke sa.nsaar me.n mai.nne isako daag lagaayaa janam\-janam kii mailii chaadar kaise daag chhu.Daauu.N mailii chaadar \threedots nirmal vaaNii paakar tujhase naam na teraa gaayaa nain muu.ndakar he parameshwar kabhii na tujhako dhyaayaa man viiNaa kii taare.n TuuTii ab kyaa giit sunaauu.N mailii chaadar \threedots in pairo.n se chalakar tere ma.ndir kabhii naa aayaa jahaa.N\-jahaa.N ho puujaa terii kabhii na shiish jhukaayaa he harihar mai.n haar ke aayaa ab kyaa haar cha.Dhaauu.N mailii chaadar \threedots % #endindian \endsong %