% ITRANS SONG # % % Date: Thu, 29 Jan 2004 10:30:00 -0800 % From: "naniwadekar" % \startsong \stitle{aaye din pyaar ke saajanaa}% \film{Parakh}% \year{1944}% \starring{Mehtab, Balwant Singh, Kaushalya}% \singer{Kaushalya, Balwant Singh}% \music{Khurshid Anwar}% \lyrics{Gaafil Harnalvi}% % % Contributor : dhananjay naniwadekar % Date : 29 Jan 2004 % Credits : Har Mandir Singh 'Hamraaz' % Comments : Geetanjali Series % The OTHER Song Theme : From the OTHER Parakh % Dir - Sohrab Modi % \printtitle #indian % kaushalyaa : aaye din pyaar ke saajanaa pichhalii baate.n bhulaa, jo huaa so huaa dekh man aa.Nkh se jhaa.Nk kar kah rahaa miiThe sapano.n kii duniyaa basaa balawant : raaz teraa na kuchh paa sakaa pal me.n aa.Nkhe.n terii dard ban kar bahe.n pal me.n ban kar zubaa.N aur hii kuchh kahe.n sach bataa ye ishaare hai.n kyaa kaushalyaa : tum se kaise kahuu.N mai.n piyaa laaj aaye mujhe, hichakichaaye zubaa.N pyaar kii baat thii aaj ghar me.n wahaa.N mere baabaa ne ye kah diyaa ba : kyaa kah diyaa kau : kuchh kah diyaa kaushalyaa : phuul aashaao.n ke ai sajan khil gaye bas samajh lo ki ham mil gaye, mil gaye ek hokar rahe.nge sadaa % #endindian \endsong %