% ITRANS SONG # % % Date: Sat, 6 Mar 2004 09:47:08 -0800 % From: "naniwadekar" % \startsong \stitle{guzaraa zamaanaa haaye guzaraa zamaanaa}% \film{? (Non-Film)}% \year{1950}% \starring{}% \singer{Beena Chowdhury}% \music{}% \lyrics{}% % % Contributor : dhananjay naniwadekar % Date : 06 march 2004 % Credits : % Comments : Geetanjali Series % nonfilm non film beena beenaa biinaa % \printtitle #indian % guzaraa zamaanaa haaye guzaraa zamaanaa naa bhuul sakii ab tak chaahatii huu.N bhulaanaa us nannhii.n nannhii.n ghaas pe jaa paa.Nv phailaanaa phuulo.n ko to.D to.D ke wo haar banaanaa mandir kii chhaa.Nv ke tale wo ha.Nsanaa ha.Nsaanaa us buu.Dhe pujaarii kaa hamase prem jataanaa khoyii huii nazaro.n se man kaa giit sunaanaa naa bhuul sakii \threedots unake mahal me.n ha.Ns rahii hai aaj raaginii rotii hai jho.npa.Dii me.n haaye merii o.Dhanii biga.Dii to aise biga.Dii hai ab tak nahii.n banii Kushiyo.n ko chuumate hai.n qismat ke vo dhanii ab maut bhii karatii hai kyuu.N aane me.n bahaanaa naa bhuul sakii \threedots hai.n phuul bhii waise hii mandir bhii wahii hai galiyaa.N wahii puraanii aur ghar bhii wahii hai bulabul ke giit bhii hai.n saravar bhii wahii hai sab kuchh wahii hai par nahii.n kaajal kaa sirhaanaa naa bhuul sakii \threedots % #endindian \endsong %