% ITRANS SONG # % % From: Vinay (v9y@hotmail.com) % Date: 2002-11-21 16:28:09 PST % \startsong \stitle{aauu.Ngii ek din aaj jaauu.N}% \film{Baseraa}% \year{1981}% \starring{Shashi Kapoor, Rakhi, Rekha, Poonam Dhillon, Raj Kiran}% \singer{Asha}% \music{R D Burman}% \lyrics{Gulzar}% % % Contributor: Vinay P Jain % Transliterator: Vinay P Jain % Date: Nov 21, 2002 % Comments: Tere Hamasafar Geet Hain Tere 12 % generated using giitaayan % \printtitle #indian % huu.N, aa jaauu.N? aauu.Ngii ek din aaj jaauu.N ho~ aauu.Ngii ek din aaj jaauu.N kahiye agar apanaa pataa de jaauu.N de jaauu.N?.. ek hii raat me.n sochaa naa thaa badal jaaoge raat ba.Dii hii chikanii hai aaj phisal jaaoge are shaayad mujhe paka.Danaa pa.De ruuk jaauu.N ruuk jaauu.N?.. ham bhii to aakhir ghar hii ke hai hamasaaye nahii.n aapake maanaa aur bhii hai.n, ham paraaye nahii.n are jaan bhii hai haazir abhii paan laa_uu.N are baabaa paan hai paan.. hosh u.D jaa_e.N dono.n ko jo bahalaanaa pa.De ek ko khilaanaa duuje ko jo nahalaanaa pa.De are chhoTe ko tum, ba.De ko mai.n nahalaauu.N kyo.n nahalaauu.N?.. % #endindian \endsong %