% ITRANS SONG # Date: Mon, 21 Jun 2004 01:28:54 -0700 From: Malini \startsong \stitle{jo dil pe guzaratii hai dikhaa bhii nahii.n sakate}% \film{Dahej}% \year{1950}% \starring{Jaishree, Karan Deewan, Prithviraj Lalita Pawar}% \singer{Jayshree}% \music{Vasant Desai}% \lyrics{Shams Lakhnavi}% % Contributor: Malini % Transliterator: Malini % Date: 21 Jun 2004 \printtitle #indian ## Each sher is rendered slowly first followed by normal pace in the same style as shown for the first sher ## jo dil pe guzaratii hai dikhaa bhii nahii.n sakate aur chaahe sunaanaa to sunaa bhii nahii.n sakate jo dil pe guzaratii hai (dikhaa bhii nahii.n sakate) \-2 aur chaahe sunaanaa to (sunaa bhii nahii.n sakate) \-2 ho.nTho.n pe haa.Nsii aa_e to (ro detii.n hai.n aa.Nkhe.n) \-2 Gam itane sahe hai.n ke (bhulaa bhii nahii.n sakate) \-2 jo dil pe guzaratii hai \threedots jalataa hai jigar aur (mazaa lete.n hai.n shole) \-2 ye aag hai ulfat kii (bujhaa bhii nahii.n sakate) \-2 jo dil pe guzaratii hai \threedots aa.Nkho.n me.n chupaaye.n hai.n (muhabbat ke do aa.Nsuu.n) \-2 Dar ye hai na kho jaaye.n (bahaa bhii nahii.n sakate) \-2 jo dil pe guzaratii hai \threedots #endindian \endsong