% ITRANS SONG # \startsong \stitle{tumhe.n ho naa ho mujhako to itanaa yaqii.n hai}% \film{Gharaondaa/ The Nest}% \year{1977}% \starring{Amol Palekar, Zarina Wahab, Dr. Shriram Lagoo}% \singer{Runa Laila}% \music{Jaidev}% \lyrics{Naqsh Lyallpuri}% % Contributor: Shishir Jain % Transliterator: Shalu % Editor: Vinay P Jain % Previous Posting: Shishir Jain, 10 years ago, not in format \printtitle #indian tumhe.n ho naa ho mujhako to itanaa yaqii.n hai mujhe pyaar tumase nahii.n hai nahii.n hai -2 tumhe.n ho naa ho mujhako to itanaa yaqii.n hai (mujhe pyaar tumase nahii.n hai nahii.n hai magar mai.nne ye raaz ab tak naa jaanaa) -2 ke kyuu.N pyaarii lagatii hai.n baate.n tumhaarii mai.n kyuu.N tumase milane kaa Dhuu.NDhuu.N bahaanaa kabhii mai.nne chaahaa tumhe.n Chuu ke dekhuu.N kabhii mai.nne chaahaa tumhe.n paas laanaa magar phir bhii magar phir bhii is baat kaa to yaqii.n hai mujhe pyaar tumase nahii.n hai nahii.n hai tumhe.n ho naa ho.. (phir bhii jo tum duur rahate ho mujhase to rahate hai.n dil pe udaasii ke saaye) -2 koii Khwaab uu.Nche makaano.n se jhaa.Nke koii Khwaab baiThaa rahe sar jhukaaye kabhii dil kii raaho.n me.n phaile a.Ndheraa kabhii duur tak raushanii jhilamilaaye magar phir bhii magar phir bhii is baat kaa to yaqii.n hai mujhe pyaar tumase nahii.n hai nahii.n hai tumhe.n ho naa ho.. #endindian \endsong