% ITRANS SONG # % Date: 27 Mar 2004 00:05:56 -0800 % From: nanhafarishta@yahoo.co.in (Surma Bhopali) \stitle{tumase kahuu.N ik baat paro.n sii halkii\-halkii}% \film{Dastak}% \year{1970}% \starring{Sanjeev Kumar, Rehana Sultan}% \singer{Rafi}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Majrooh}% % Audio on: HMV % Contributor: Surma Bhopali % Transliterator: Surma Bhopali % Date: 26 Mar 2004 % Series: GEETanjali % Credits: Urzung Khan % generated using giitaayan \printtitle #indian % Listen to the song rendered by Surma Bhopali at: % http://www.geoahead.com/music/tumsekahuu.html tumase kahuu.N ik baat paro.n sii halkii\-halkii raat merii hai chha.Nv tumhaare hii aa.Nchal kii halkii\-halkii (soii galiyaa.N baa.Nh pasaare aa.Nkhe.n miiche ) 2 mai.n duniyaa se duur ghanii palako.n ke niiche dekhuu.N chalate Kwaab lakiiro.n par kaajal kii tumase kahuu.N \threedots ( dhu.ndhalii\- dhu.ndhalii rain milan kaa bistar jaise ) 2 khulataa chhupataa chaa.Nd sej ke uupar jaise chalatii phiratii khaaT hawaao.n par baadal kii tumase kahuu.N \threedots ( hai bhiigaa saa jism tumhaaraa in haatho.n me.n ) 2 baahar nii.nd bharaa pa.nchhii bhiigii shaakho.n me aur barakhaa kii buu.nd badan se Dhalkii\-Dhalkii tumase kahuu.N \threedots #endindian \endsong