% ITRANS SONG % \startsong \stitle{meghaa re meghaa re mat parades jaa re}% \film{Pyaasaa Saawan}% \year{1981}% \starring{Jeetendra, Mausami Chatterji, Rina Roy, Deven Verma}% \singer{Lata, Suresh Wadkar}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Santosh Anand}% % % Contributor: Arunabha S Roy % Transliterator: Arunabha S Roy % Date: 1 Sep 2004 % Series: LATAnjali % generated using giitaayan % Credits: Vinay P Jain % \printtitle #indian meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re mat parades jaa re aaj tuu prem kaa sa.ndes barasaa re kahaa.N se tuu aayaa kahaa.N jaayegaa tuu ke dil kii agan se pighal jaayegaa tuu dhuaa.N ban gayii hai Kayaalo.n ki mahafil mere pyaar ki jaane kahaa.N hogii ma.nzil ho meghaa re, meghaa re meghaa re meghaa re mere Gam kii tuu davaa re, davaa re aaj tuu prem \threedots barasane lagii hai.n buu.Nde.n tarasane lagaa hai man ho, zaraa ko_ii bijalii chamakii larazane lagaa hai man aur na Daraa tuu mujhako o kaale kaale ghan mere tan ko chhuu rahii hai priit kii pahalii pavan ho, meghaa re meghaa re merii sun le tuu sadaa re aaj tuu prem kaa sa.ndes barasaa re ho meghaa re meghaa re \threedots man kaa mayuuraa aaj magan ho rahaa hai mujhe aaj ye kyaa sajan ho rahaa hai uma.ngo.n kaa saagar uma.Dane lagaa hai baabul kaa aa.Ngan bikharane lagaa hai na jaane kahaa.N se hawaa aa rahii hai u.Daake ye hamako liye jaa rahii hai ye rut bhiigii\-bhiigii bhigone lagii hai ke miiThe se nashtar chubhone lagii hai chalo aur duniyaa basaa_e.Nge ham tum ye janmo.n kaa naataa nibhaaye.nge ham tum ho meghaa re meghaa re, meghaa re meghaa re de tuu hamako duaa re aaj tu prem kaa sa.ndes barasaa re ho meghaa re meghaa re \threedots #endindian \endsong