% ITRANS SONG % Arunabha S Roy on 9/23/2004 4:31:11 PM. \startsong \stitle{ba.Dii pyaarii kahaanii hai mohabbat kii kahaanii bhii}% \film{Do Roti}% \year{1957}% \starring{Nirupa Roy, Balraj Sahni, Johny Walker, Meenu Mumtaz}% \singer{Lata, Rafi}% \music{Roshan}% \lyrics{Khumar Barabankwi}% % Contributor: Arunabha S Roy % Transliterator: Arunabha S Roy % Date: 23 Sep 2004 % Series: LATAnjali % generated using giitaayan \printtitle #indian la: ba.Dii pyaarii kahaanii hai mohabbat kii kahaanii bhii ra: jahaa.N vaalo mohabbat aag bhii hai aur paanii bhii la: kahii.n lab par taraane hain kahii.n ho.nTho.n par aahe.n hai.n ra: kahii.n Kanjar gale par hai.n kahii.n gardan me.n baahe.n hai.n la:mohabbat maut bhii hai aur mohabbat zi.ndagaanii bhii dono.n: jahaa.N vaalo mohabbat aag bhii hai aur paanii bhii ra: kisii ko paake ko_ii miiThe\-miiThe giit gaataa hai la: kisii ko khoke ko_ii raat din aa.Nsuu bahaataa hai ra: mohabbat muskuraahaT bhii hai ashko.n kii zabaanii bhii dono.n: jahaa.N vaalo mohabbat aag bhii hai aur paanii bhii la: kahii.n hotii hai.n baate.n chaa.Nd sitaaro.n kii mastii me.n ra: a.ndheraa hii a.ndheraa hii kisii ke dil kii bastii me.n la: mohabbat ik dorangii.n rut hai suunii bhii suhaanii bhii dono.n: jahaa.N vaalo mohabbat aag bhii hai aur paanii bhii #endindian \endsong