% ITRANS SONG % Asif Alvi on 9/23/2004 6:23:00 PM. \startsong \stitle{ye din to hai mubaarak ... ko_ii shamaa.n shiishe kii laayaa}% \film{Jaan-E-Jaan}% \year{1983}% \starring{Randhir Kapoor, Neetu Singh}% \singer{Kishore}% \music{R D Burman}% \lyrics{Gulshan Bawra}% % Audio On: Polydor % Contributor: Asif Alvi % Transliterator: Asif Alvi % Date: 23 Sep 2004 % Series: THGHT % Comments: This film was originally released in 1974 as Nikamma, then released in 1980 as Jaan-E-Jaan % generated using giitaayan \printtitle #indian ye din to hai mubaarak is din ko naam kyaa duu.N mushkil mai.n pa.D gayaa huu.N tujhe kaun sii du_aa duu.N ko_ii shamaa.n shiishe kii laayaa ko_ii piital kaa parawaanaa do naino.n kaa maaraa leke aayaa dil kaa nazaraanaa ko_ii shamaa.n shiishe kii laayaa anamol jiivan kaa har pal hasii.n hogaa aajaa jale.nge milake ho ulfat kii raaho.n chaahat kii baaho.n me.n aramaa.n khile.nge dil ke pyaar du_aa hai pyaar dawaa hai pyaar ko yuu.N naa Thukaraanaa do naino.n kaa maaraa leke aayaa dil kaa nazaraanaa ko_ii shamaa.n shiishe kii laayaa parawaane kii zi.ndagii to rahegii sadaa hii shamaa.n ke bas me.n diiwaane ko bin jalaaye tuu chalii naa jaanaa nibhaanaa rasme.n dekh shuruu hone se pahale Katm naa ho jaaye afasaanaa do naino.n kaa maaraa leke aayaa dil kaa nazaraanaa ko_ii shamaa.n shiishe kii laayaa ko_ii piital kaa parawaanaa do naino.n kaa maaraa leke aayaa dil kaa nazaraanaa ko_ii shamaa.n shiishe kii laayaa #endindian \endsong