% ITRANS Song #227 % \startsong \stitle{jhilamil sitaaro.n kaa aa.ngan hogaa}% \film{Jeevan Mrityu}% \starring{Dharmendra, Rakhee}% \singer{Rafi, Lata / Lata}% \music{Laxmikant\-Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Fill In The Blanks series % Surajit A. Bose % Editor: % \printtitle #indian % ##duet version## jhilamil sitaaro.n kaa aa.Ngan hogaa rimajhim barasataa saavan hogaa aisaa sundar sapanaa apanaa jiivan hogaa jhilamil sitaaro.n kaa aa.Ngan hogaa \threedots prem kii galii me.n ik chhoTaasaa ghar banaae.Nge kaliyaa.N naa mile.n naa sahii kaa.NTo.n se sajaae.Nge bagiyaa se sundar vo ban hogaa rimajhim barasataa saavan hogaa terii aa.Nkho.n se saaraa sa.nsaar mai.n dekhuu.Ngii dekhuu.Ngii is paar yaa us paar mai.n dekhuu.Ngii naino.n ko teraa hii darshan hogaa rimajhim barasataa saavan hogaa phir to mast havaao.n ke ham jho.nke ban jaae.Nge nainaa sundar sapano.n ke jharokhe ban jaae.Nge man aashaao.n kaa darpaN hogaa rimajhim barasataa saavan hogaa ##Lata solo## roe.Ngii ye aa.Nkhe.n phir bhii mai.n to muskuraauu.Ngii duHkh ke tuufaano.n se bhii mai.n naa ghabaraauu.Ngii jab saath mere meraa saajan hogaa rimajhim barasataa saavan hogaa % #endindian \endsong %