% \startsong \stitle{u.De.n jab jab zulfe.n terii}% \film{Naya Daur}% \year{1957}% \starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Ajit}% \singer{Rafi, Asha}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: Sandeep S Bajwa % Transliterator: Rajiv Shridhar % Credits: Fill In The Blanks Series % Nita Awatramani % Surajit A. Bose % \printtitle #indian % aashaa: ho, u.De.n jab jab zulfe.n terii \- 2 ho, u.De.n jab jab zulfe.n terii \- 2 ka.Nvaariyo.n kaa dil machale \-2 jind meriye rafii: ho.n jab aise chikane chehare \- 2 to kaise na nazar phisale \-2 jind meriye aashaa: ho, rut pyaar karan kii aaii \- 2 ke beriyo.n ke ber pak gaye \- 2 jind meriye rafii: kabhii Daal idhar bhii pheraa \- 2 ke tak\-tak nain thak gaye \-2 jind meriye aashaa: ho, us gaa.Nv pe suvarg bhii sadaqe \- 2 ke jahaa.N meraa yaar basataa \- 2 jind meriye rafii: paanii lene ke bahaane aajaa \- 2 ke teraa meraa ik rastaa \-2 jind meriye rafii: ho, tujhe chaa.Nd ke bahaane dekhuu.N \- 2 tuu chhat par aajaa goriye \- 2 jind meriye aashaa: abhii chhe.De.nge galii ke sab la.Dake \- 2 ke chaa.Nd bairii chhip jaane de \-2 jind meriye rafii: ho, terii chaal hai naagin jaisii\- 2 rii jogii tujhe le jaaye.nge \- 2 jind meriye aashaa: jaaye.N kahii.n bhii magar ham sajanaa \- 2 yah dil tujhe de jaaye.nge \-2 jind meriye ##On the Naya Daur / Waqt cassette there are some lines sung by Rafi in a very different tune added to the end of this song:## o, dil deke dagaa de.nge, yaar hai.n matalab ke, ye de.nge to kyaa de.nge duniyaa ko dikhaa de.nge yaaro.n ke pasiine par ham Kuun bahaa de.nge % #endindian \endsong %