% \startsong \stitle{dil kaa bha.Nvar kare pukaar, pyaar kaa raag suno}% \film{Tere Ghar Ke Saamne}% \year{1963}% \starring{Dev Anand, Nutan}% \singer{Rafi}% \music{S D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: Udit Batra (ubatra@phoenix.Princeton.EDU) % Arati Deo (arati@taj.rice.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Nita Awatramani % Fill In The Blanks series % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % dil kaa bha.Nvar kare pukaar pyaar kaa raag suno, pyaar kaa raag suno re uu uu uu \threedots phuul tum gulaab kaa, kyaa javaab aap kaa jo adaa hai vo bahaar hai aaj dil kii bekalii, aa ga_ii zubaan par baat ye hai tumase pyaar hai dil tumhii.n ko diyaa re pyaar kaa raag suno re \threedots chaahe tum miTaanaa, par na tum giraanaa aa.Nsuu kii tarah nigaah se pyaar kii uu.Nchaa_ii, ishq kii gaharaa_ii puuchh lo hamaarii aah se aasamaa.N chhuu liyaa re pyaar kaa raag suno re \threedots is hasiin utaar pe, ham na baiThe haar ke saayaa ban ke saath ham chale aaj mere sa.ng tuu, guu.Nje dil kii aarazuu tumase merii aa.Nkh jab mile jaane kyaa kar diyaa re pyaar kaa raag suno re \threedots aap kaa ye aa.Nchal, pyaar kaa ye baadal phir hame.n zamii.n pe le chalaa ab to haath thaam lo, ik nazar kaa jaam do is naye safar kaa vastaa tum mere saaqiyaa re pyaar kaa raag suno re \threedots % #endindian \endsong %