RMIM ke bhaio aur baheno, This is #14 of a series based on the famous Vividh Bharathi radio program "Chhaya Geet" in which songs based on a particular theme are played. Chhaya Geet is usually posted on Wednesdays on RMIM. This series serves to corroborate the "Naushad fan postulate" which states that for every REAL life situation, there exists atleast one REAL song which can be sung in your IMAGINARY world ! :-) This series is also a small tribute to my favourite Vividh Bharathi announcer and Chhaya Geet hostess Kanta Gupta. CHHAYA GEET #14 TODAY'S SITUATION/THEME: There are times in our lives when we wish to do something, but we just cannot. No matter how hard we try, we find ourselves in a helpless situation. Helplessness is a REAL life situation, and therefore it is no wonder that there exist some songs which describe this state. I hope u will enjoy them. If not, please understand my "helplessness" at not being able to please u :-) Sami Mohammed (A Naushad fan) 1. Uljhan suljhe na Rasta soojhe na Jaaun kahan main Jaaun kahan..................................................(Asha) 2. Nazar aati nahin manzil TaRapne se bhi kya haasil Taqdeer me, ai mere dil Andhere hi andhere hain Nazar aati nahin manzil.......................(Rafi, Chandrani Mukherji) 3. Jaaun kahan bata ai dil Duniya baRi hai sangdil Chandni aaee ghar jalane Soojhe na koi manzil Jaaun kahan bata ai dil.......................................(Mukesh) 4. Mere ai dil bata, mere ai dil bata Pyaar tu ne kiya, paee main ne saza Kya karun, kya karun, kya karun, kya karun Mere ai dil bata...............................................(Lata) 5. Tujhse naraaz nahin zindagi hairaan hun main Hairaan hun main Tere masoom sawaalon se pareshan hun main Ho, pareshan hun main...................................(Lata, ????) 6. Apne jeevan ki uljhan ko Kaise main suljhaun Apnon ne jo dard die hain Kaise main batlaaun Apne jeevan ki uljhan ko..........................................(KK) 7. Tera GHam-KHaar hun, lekin main tujh tak aa nahin sakta Main apne naam teri bekasi likhwa nahin sakta Teri aankh ke aansu peejaaun, aisi meri taqdeer kahan Tere GHam me tujhko behlaaun, aisi meri taqdeer kahan Teri aankh ke aansu peejaaun.............................(Talat Mehmood)