Path: ns1.cc.lehigh.edu!netnews.cc.lehigh.edu!netnews.upenn.edu!msuinfo!agate!biosci!hubcap.clemson.edu!usenet From: sjoshi@eng.clemson.edu (SanJoe) Newsgroups: rec.music.indian.misc Subject: "RMIM"-JHIM GEETON KI - 9 Date: 6 May 1994 22:14:22 GMT Organization: Clemson University Lines: 141 Distribution: world Message-ID: <2qeffu$69s@hubcap.clemson.edu> NNTP-Posting-Host: 130.127.220.24 **** Gul - E - Gulzar **** Sangeet ke duniya ke Andekhe Doston !! Here's the 9th quiz in the series " "Rmim"-Jhim Geeton Ki ". FOR THOSE WHO JOINED US RECENTLY : RJGK is a "queej" in which the "clooj" are lines (may not be complete) from somewhere in the middle of a song, and all you have to do is guess the song. eg. For the clue "Ik baar waqt se lamhaa giraa kahee.N ..", the correct answer would be the song "Aane waalaa pal jaane waalaa hai ...."(Golmal). But, PLEASE DO NOT POST YOUR ANSWERS ON THE NET. E-mail them directly to me. I will "grade" them and post the results in the week of May 23rd. Please *MAIL* your answers by Friday, May 20th. Abhay Avachat, who compiled RJGK-3 had the great idea that each RJGK be set to a certain theme. Hence, RJGK-3 was a Rafi special, while RJGK-4 (compiled by Vivek Vohra) was a Kishore special. The theme of RJGK-5 was duets, RJGK-6, a Lata special, was compiled by JG, while RJGK-7, a Mukesh special, was conducted by Preetham Gopalaswamy and Rajan Parrikar. Finally, RJGK-8, compiled by Samiuddin Mohammed, was dedicated to Lord RD and could be succeded only by a queej dedicated to His close friend and a long time associate GULZAR. Ashish Bokil and myself take great pleasure in bringing RJGK-9 to you...... Gulzar, a gifted poet has been on the film moojik scene for longer than most of the present day lyricists. His kalam and kalaam span almost three decades now but the magic is undiminished. Kagaz main wo dil ke naazuk jazbaat bhar dene ki qaabiliyat rakhne waale is kalaakaar ne har kaifiyat ko apne kalaam mai.N utaaraa hai .. magar aaj bhee Gulzar ka manpasand falsaphaa, jo unke geeto.N aur ghazalo.N main zahir hai, yahee kehtaa hai ki harek lamhe ko zindagi banaa ke jiyo........ Aane waalaa pal jaane waalaa hai ...Ho sake to isme zindagi bitaa do .. pal jo ye jaane waalaa hai ......... Looking forward to an overwhelming response :))))) Reminder: PLEASE DO NOT POST THE ANSWERS ON THE NET. E-MAIL THEM DIRECTLY TO ME AT: sjoshi@eng.clemson.edu [Ashish is too lazy to grade them :)] ****************************************************** 1. hawaa ke paro.N par meraa ashiyaanaa 2. reshmi raate.N roz na ho.Ngee yeh saugaate.N roz na hongee 3. do ghadi jeene ki mohalat to mili hai sabko 4. na chitthhii hi aayee na sandesaa aayaa har aahat pe aane ka andesaa aayaa 5. aa.Nkh me tairatee hai.N tasweere.N teraa cheharaa teraa khayaal liye 6. bahut khoobsoorat hai har baat lekin agar dil bhi hotaa to kyaa baat hoti 7. aaj bhi na aaye aa.Nsoo aaj bhi na bheege nainaa 8. kaash aisa ho tere qadmo.N se chun ke manzil chale 9. yahaa.N koi saahil sahaaraa nahi hai kahee.N doobne ko kinaara nahi hai 10. koi dilaasaa hotaa koi to apnaa hotaa 11. aa.Nkho.N ka rang dhoondaa hai heere taraash kar 12. lab hile.N to mogare ke phool khilte hai.N kahee.N 13. saukeen kehate hai.N chhappan chhuri hai dil ki tu achchhi hai aadat buree hai 14. pairo.N me na saayaa koi sar pe na sa.Nii re mere saath jaaye na meri parachhayee re 15. kismat jo badalee kya kahoo.N really mai.N Amitabh ho gayaa 16. ye kiske liye hai bataa kiske naam o panchhi teraa ye sureelaa salaam 17. ik raah akeli si rukti hai na chalti hai 18. kuch kho diyaa hai paee ke kuch pa liya gava.Nee ke 19. chaa.Nd ki bindi waali bindi waali ratiyaa 20. khilii hui ha.Nsee bhi hai dabi hui si chaah me 21. do pal ki raah nayee ek pal ruke ek pal chale 22. tanhaayi me tere khayaalo.N ko sajaate rahe 23. daalu.N chaar taaveej gale me apne kaajal se bindiyaa lagaa doo.N 24. waqt ke paao.N dekhta hoo.N mai.N roz ye chaao.N dekhta hoo.N mai.N 25. aankho.N pe khee.Nch kar tere daaman ke saaye ko 26. koi sune ya na sune kehati rehati hai kuchh likhke aur kuchh zubaani 27. o more chandramaa teri chaa.Ndni a.Ng jalaaye teri oo.Nchi ataari maine pankh liye katawaaye 28. bas daudti phirti rahti hai hamne to thaharte dekha nahi Tie Breakers !!!!!!!!!! A. pao.N ke tale kabhi dil padaa mile agar choomkar uthhaaiye khoob dekh bhaal kar B. tumhari wafaa se shikaayat nahi hai nibhaana to koi rawaayat nahi hai ****************************************************************************** Tie Breakers will be used ONLY when two or more participants score the same number of points in the main quiz (first 28 questions) !! SanJoe and ashish :)) --- ******************************************************************************* Sandeep Joshi 318 Riggs Hall, Department of Mechanical Engineering, Clemson University, Clemson, SC 29634. Tel. No.: Day - (803) 656-1126 Evening - (803) 654-4032 Email : sjoshi@eng.clemson.edu *******************************************************************************