giitaayan An Interface to ISB

ham yaar hai.n yaaro.n ke - Khiladi (1992)  

Lyrics: Mahendra Dehalvi | Music: Jatin-Lalit | Singer(s): Abhijeet, Udit Narayan 
View in Nagari (Hindi)
abhijiit: ham yaar hai.n yaaro.n ke, diladaar hai.n diladaaro.n ke udit: o ham yaar hai.n yaaro.n ke, diladaar hai.n diladaaro.n ke abhijiit: rahate hai.n zamii.n par ham lekin, hai.n Kvaab chaa.Nd-taaro.n ke udit: ham yaar hai.n yaaro.n ke, diladaar hai.n diladaaro.n ke rahate hai.n zamii.n par ham lekin, hai.n Kvaab chaa.Nd-taaro.n ke abhijiit: zi.ndaadilii se jiite hai.n ham to, Gam se hai kaam kyaa jo kuchh bhii hai vo aaj hai, kal kaa kise pataa udit: ho zi.ndaadilii se jiite hai.n ham to, Gam se hai kaam kyaa jo kuchh bhii hai vo aaj hai, kal kaa kise pataa abhijiit: duur hai.n Gam se udit: siikh lo hamase dono.n: a.ndaaz ye jiine kaa abhijiit: ham yaar hai.n yaaro.n ke, diladaar hai.n diladaaro.n ke udit: o ham yaar hai.n yaaro.n ke, diladaar hai.n diladaaro.n ke dono.n: rahate hai.n zamii.n par ham lekin, hai.n Kvaab chaa.Nd-taaro.n ke udit: ai merii jaan, Dolaa iimaan, ham Dagamagaa ga_e jab kabhii husnavaale raaho.n me.n aa ga_e abhijiit: haa.N ai merii jaan, jaan Dolaa iimaan, ham Dagamagaa ga_e jab kabhii husnavaale raaho.n me.n aa ga_e udit: ye hasii.n hamako abhijiit: naazanii.n hamako dono.n: aashiq banaa ga_e udit: ham yaar hai.n yaaro.n ke ... abhijiit: ham yaar hai.n yaaro.n ke ... bhaag 2 - udaas abhijiit: gaa_e the hamane jo giit milake, vo giit gaa zaraa ai duur jaanevaale, ek baar aa zaraa giit rote hai.n, miit rote hai.n, rotaa hai dil meraa ham yaar hai.n yaaro.n ke, diladaar hai.n diladaaro.n ke
The song was contributed by Amarendra R Nargundkar on 08.07.2010 08:53:46.  

Back to Recently Posted Songs

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.