giitaayan An Interface to ISB

diivaane ham yaar ke paravaane ham pyaar ke - Jo Jeeta Wohi Sikandar (1992)  

Lyrics: Majrooh | Music: Jatin-Lalit | Singer(s): Sadhana Sargam, Jatin, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
jatin: diivaane ham yaar ke, paravaane ham pyaar ke hamase hai.n naGme javaa.N, hamase hai saaraa jahaa.N ho.a hamase hai saaraa jahaa.N saadhanaa: diivaane ham yaar ke, paravaane ham pyaar ke hamase hai.n naGme javaa.N, hamase hai saaraa jahaa.N ho.a dono.n,saathii: hamase hai saaraa jahaa.N (jatin: gumasum ho.n agar ham to ghaTaa chhaa_e saadhanaa: muskaa_e.N to viiraane sa.Nvar jaa_e.N) (2) (jatin: ham aise hai.n mastaane saadhanaa: har ko_ii hamako maane) (2) jatin: o.a hamase hai saaraa jahaa.N ho.a dono.n, saathii: hamase hai saaraa jahaa.N saadhanaa: diivaane ham yaar ke ... (jatin: raato.n ke a.Ndhere me.m jidhar dekho saadhanaa: ujiyaale savere me.n jidhar dekho) (2) (strii saathii: to ham hii ham milate hai.n purushh saathii: ham jaise kam milate hai.n) (2) jatin: o.a hamase hai saaraa jahaa.N ho.a dono.n, saathii: hamase hai saaraa jahaa.N jatin: diivaane ham yaar ke saadhanaa: paravaane ham pyaar ke dono.n: hamase hai saaraa jahaa.N ho.a dono.n, saathii: hamase hai saaraa jahaa.N
The song was contributed by Amarendra R Nargundkar on 30.07.2010 05:30:29.  

Back to Recently Posted Songs

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.