giitaayan An Interface to ISB

phulavaa ban mahake dekho lahake Daalii Daalii - Ham Bhi Insaan Hain (1958)  

Lyrics: Shailendra | Music: Hemant Kumar | Singer(s): Geeta Dutt, Suman Kalyanpur 
View in Nagari (Hindi)
phulavaa ban mahake dekho lahake Daalii Daalii phulavaa bha.Nvaraa kare phere mohe ghere are aalii phulavaa \threedots chupake se jaane ye kaisii R^itu aayii darpaN me.n mukh dekhaa aur mai.n sharamaayii aur mai.n sharamaayii taj ke gayaa bachapan bhayii akhiyaa.N matavaalii phulavaa \threedots chham chham ho.n paayal ho.n ghaayal dil vaale phir bhii nahii.n maane nahii.n maane matavaale nahii.n maane matavaale komal tan lachake jyo.n champe kii Daalii phulavaa \threedots na mai.n gvaalaniyaa na mohan kii raadhe phir kyo.n nit kaano.n me.n baa.Nsuriyaa baaje baa.Nsuriyaa baaje bagiyaa laharaaye kare.n kaise rakhavaalii phulavaa \threedots
The song was contributed by Vijay Kumar K on 06.06.2011 23:31:00.  

Back to Recently Posted Songs

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.