giitaayan An Interface to ISB

na jaane kahaa.N tum the na jaane kahaa.N ham the - Zindagi Aur Khwab (1961)  

Lyrics: Pradeep | Music: Dattaram | Singer(s): Manna De, Suman Kalyanpur 
View in Nagari (Hindi)
ma: na jaane kahaa.N tum the na jaane kahaa.N ham the jaaduu ye dekho ki ham tum mile hai.n su: na jaane kahaa.N ham the, na jaane kahaa.N tum the ab to milan ke sapane khile hai.n ma: na jaane kahaa.N tum the su: na jaane kahaa.N ham the su: kitane dino.n par milii.n hai.n nigaahe.n ma: ab tum na jaanaa chhu.Daa kar ye baa.Nhe.n su: tumhaaraa ye saath pyaaraa ham kyo.n na chaahe.n ma: na jaane kahaa.N tum the su: na jaane kahaa.N ham the ... ma: kise thaa pataa yuu.N ham tum mile.nge su: uja.De hue dil phir se base.nge ma: muhabbat ke ba.ndhan me.n ham tum ba.Ndhe.nge su: na jaane kahaa.N ham the, na jaane kahaa.N tum the ab to milan ke sapane khile hai.n ma: na jaane kahaa.N tum the na jaane kahaa.N ham the jaaduu ye dekho ki ham tum mile hai.n su: na jaane kahaa.N ham the ma: na jaane kahaa.N tum the ...
The song was contributed by Vijay Kumar K on 09.12.2023 12:12:50.  

Back to Recently Posted Songs

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.