giitaayan An Interface to ISB

diye jalaaye.n pyaar ke - Dharti Kahe Pukar Ke (1969)  

Lyrics: Majrooh | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
( diye jalaaye.n pyaar ke chalo isii Kushii me.n baras bitaake aa_ii hai ye shaam zi.ndagii me.n ) -\ 2 ( ghul gayaa is saal phir tan man ke ra.ng me.n mahakii bahaar banake ) -\ 2 rut phir biitii hu_ii ban-banake chaa.Ndanii chehare pe aa_ii chhanake bhaTak chale.n kisii hasiin yaad kii galii me.n baras bitaake aa_ii hai ye shaam zi.ndagii me.n diye jalaaye.n pyaar ke chalo isii Kushii me.n baras bitaake aa_ii hai ye shaam zi.ndagii me.n ( jagamag nainaa hu_e ha.Ns diye palako.n tale sapane ka_ii suhaane ) -\ 2 pal bhar ke waaste phirane lage saamane guzare hu_e zamaane pukaar le.n gaye hue dino.n ko beKudii me.n baras bitaake aa_ii hai ye shaam zi.ndagii me.n diye jalaaye.n pyaar ke chalo isii Kushii me.n baras bitaake aa_ii hai ye shaam zi.ndagii me.n
The song was contributed by Asif Alvi on 31.12.2011 11:48:57.  

Back to Recently Posted Songs

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.